Humraah song Lyrics
Friday, 24 January 2020
Comment
Humraah song Lyrics
Dil Ko Jaane Kya Hua Hai
Milke Apna Sa Tu Laga
Kaise Main Karun Bayaan
(Music)
Tumse Ye Junoon Hai Ya Gumaan
Aise Mujhe Tum Mile Tum Mile
Jaise Koyi Din Khile Din Khile
Jaane Kahan Hum Chale Hum Chale
Chahe Jo Bhi Dil Kare
(Music)
Jis Raah Jis Raah Bhi Jaaun
Tujhko Tukho Hi Chaahun
Humrah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hu
(Music)
Jis Raah Jis Raah Bhi Jaaun
Tujhko Tukho Hi Chaahun
Humrah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hu
(Music)
Aeshaanmand Hai Dil Ab Se Tera
Ye Fraz Kaisa Hai Kya Naam Du Bata
Dil Ki Diwaarein Tuti Hai
Dil Ka Jahan Dikha Hai
Aankhon Ne Aaj Dekha Khaawon Ka Aasman Hai
Tera Karta Hu Shukriyan
(Music)
Jis Raah Jis Raah Bhi Jaaun
Tujhko Tukho Hi Chaahun
Humrah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hu
(Music)
Jis Raah Jis Raah Main Bhi
Aeshaanmand Hai Dil Ab Se Tera
Ye Fraz Kaisa Hai Kya Naam Du Bata
Details
Song: HumraahMovie: Malang
Singer: Sachet Tandon
Lyrics: Kunal Verma
Music Label: T-series



0 Response to "Humraah song Lyrics"
Post a Comment